Bante bante unse rishta tut gaya.
Hath me aya moka humse choot gaya.
Wo na jane jane h par jag sara .
Hath me aya moka humse choot gaya.
Apna kaise apna banke loot gaya.
Par ik bat ki khatir jalim rooth gaya.Wo na jane jane h par jag sara .
Kaise gam ka parwat sar pe foot gaya.
Teri khatir rab bhi mujh se rooth gaya.
Jahar ka pyala diya tha mujh ko katil ne.
Jam jan kar mai to usko ghoont gaya.
Usne badon ki bat kabhi bhi na mani .
Roya bahut jab sar se saya choot gaya .
Jam jan kar mai to usko ghoont gaya.
Usne badon ki bat kabhi bhi na mani .
Roya bahut jab sar se saya choot gaya .
No comments:
Post a Comment